Teray darwazy pay chilman nahi dekhi jati

Yeh kajravi na meri jaan ikhteyar karo
Jo tum se pyaar kare tum b us se pyaar karo

Kaha jo me ne ka dil be karar he mera
Tu hans ka kehne lage or be karar karo

Dikhao jaam na bhar ker me bada khuwar ni
Meri nazar ko nazar se gunahgar karo

Mehak uthay gi jawani gulaab ki soorat
Haseen baho ko mere galay ka haar karo

Mujh ko tasleem hai sharabi hoon
Phir bhi fitraat ajib payi hai

Main Nazar say sharab peeta hoon
Meri rindi bhi paar sai hai

Fikra-e-sodu zayan to Chootay gee
Minatay Eno Aaan tou Choutay gee

Kher Dozakh main mila kay na milay
Sheikh sahib say jaan tou choutay ge

Shikan na daal jabeen per sharab detay howa
Yeh muskarati hoi cheez muskra ka pila

Surror cheez kiyoon mikdaar per nahi moqoof
Sharaab kam hai to saaqi nazar mila k pila

Kuch murrkay hain zindagani kay
Chand unwan hain kahni kay

Chandi, Zoulf, Raks, Shair, Sharab
Mukhtalif naam hain jawani kay

Sharab-e-shook ko masti main laa ka peta hoon
Maa siwa ke nazar say chupa ka peta hoon

Ruko sa jo bachay sajday main jaa ka peeta hoon
Wo rind hoon jo khuda ko dekha ka peeta hoon

Teray darwazy pay chilman nahi dekhi jati
Jaan-e-jaa hum sa yeh uljhan nahi dekhi jati

Rukh pa yeh zoulf ke uljhan nahi dekhi jati
Phool ke goud main naagan nahi dekhi jati

Be-Hijbaan na milo hum say yeh parda kesa
Band doli main sohgan nahi dekhi jati

Jaam main hoon tu nazar ayya gulabi jora
Hum se botal main yeh dulhan nahi dekhi jati

Ghar banain kisi sehraa main mohabat ka liya
Shehr walon se yeh jogan nahi dekhi jati

Hum nazar baaz hain dekhla humain dewi ka jawa
Mourti hum se burhamun nahi dekhi jati

Aya Faana keh daa hawa se ka ouhra laa jaya
Hum se yeh khaak-e-nasheman nahi dekhi jaati

Teray darwazy pay chilman nahi dekhi jati..!!
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post