Yaar teri pooja karon

Dil k mandir me tujh ko bitha kay
Deen-o-Iman tujha pa Louta kay

Yaar teri pooja karoo ga
Pooja karo meri yar teri pooja karon ga

Yaar teri pooja karoo ga meri yar teri pooja karon ga

Muun ke mandir main teri Tasvir ke pooja karo
Tu mujhay dekhay na dekhay main tujhuy dekha karo

Yaar teri pooja karoo ga meri yar teri pooja karon ga

Kya hai kisi sa kaam tujhay dekhnay ka baad
Sab ko mera salam tujhay dekhnay ka bad

Yaar teri pooja karoo ga meri yar teri pooja karon ga

Loug Haj karnay jatay hain Kabbay
Mera Kabba hai teri he galiyun

Yaar teri pooja karoo ga meri yar teri pooja karon ga

Teray Choukat ko Kabba bana ka
Deen-o-Iman tujha pa Louta kay

Yaar teri pooja karoo ga meri yar teri pooja karon ga

Lakh honga Hassen jaag main lakin
Ankhe nay tujh sa dekha nahi hai

Raag

Apni Ankhon main tujh ko beta ka
Deen-o-Iman tujha pa Louta kay

Yaar teri pooja karoo ga meri yar teri pooja karon ga
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post