Aarzo-e-mohabbat hai dil me
Is khushi ka bharoosa nahi ha
Jazba e aashqana salamat
Bay rukhi ka bharosa nahi ha
Her naye mour per zindagi kay
Ik naya humsafar sath ho ga
Jane kab kon dil tor jaye
Ajnabi ka bharoosa nahi ha
Pyaar se hum ko apna bana kar
Bhooli bhali nigaho ne loota
Sach tu ye he kay ab bada parwar
Saadgi ka bharoosa nahi ha
Hum nay apno sekhaye hain dhoke
Chup hain her ik ka monh tak rhe hain
Jaan pehchan kya dushmano se
Dosti ka bharoosa nahi ha
Dil se dil ka taqaza he hairaan
Baaz aye hum is dil lagi se
Dil hi kam-bakht apna nahi ha
Ab kisi ka bharoosa nahi ha
Is khushi ka bharoosa nahi ha
Jazba e aashqana salamat
Bay rukhi ka bharosa nahi ha
Her naye mour per zindagi kay
Ik naya humsafar sath ho ga
Jane kab kon dil tor jaye
Ajnabi ka bharoosa nahi ha
Pyaar se hum ko apna bana kar
Bhooli bhali nigaho ne loota
Sach tu ye he kay ab bada parwar
Saadgi ka bharoosa nahi ha
Hum nay apno sekhaye hain dhoke
Chup hain her ik ka monh tak rhe hain
Jaan pehchan kya dushmano se
Dosti ka bharoosa nahi ha
Dil se dil ka taqaza he hairaan
Baaz aye hum is dil lagi se
Dil hi kam-bakht apna nahi ha
Ab kisi ka bharoosa nahi ha