Tum Agar Yuhi Nazren

Tum Agar Yuhi Nazren

Tum Agar Younhi Nazrain Milatay Rahay,
Ma-e Kashi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.
Aur Ye Silsla Mustkil Ho To Phir,
Bekhudi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.

Ak Zamaney Ke Bad Aaiee He Sham-e-gham,
Sham-e-gham Meray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.
Meeri Qismat Main He Jo Tumhari Kami,
Wooh Kami Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.

Shamah Kea B Mughay Kush Zarurat Naheen,
Nam Ko Bhee Shab-e-ghum Main Zulmat Nahee.
Meera Hr Dagh-e-dil Kam Nahee Chand Se,
Chandni Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.

Tu Ne Jog Hum Daiee Wooh Khushi Se Laiee,
Tugh Ko Deekha Naheen Phir Bhee Sajday Kaiee.
Atna Mazboot Hai Jab Aqeeda Meera,
Bandage Meeray Ghar Se Kaan Jaiee Ge.

Zaraf Wala Koi Sam-ney Aaiee To,
Main Deekhoon Usay Zara As Ko Apnaiee To.
Meeri Hamraz Ye Us Ka Humraz Main,
Be-kasi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.

Jo Koi Bhee Teeri Rah Main Main Kr Gia,
Apni Hasti Ko Wooh Javdan Kr Gia.
Main Shaheed-e-wafa Ho Gia Hoon To Kia,
Zindagi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee.
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post